Sunday, April 16, 2006

Aein Wein :)

Aey Khuda mujhey itna tou mua`tabar kar dey
Mein jiss makan mein rehta hoan ussay ghar kar dey




aein wein yeah shair aj buhat yaad aa raha hai....no reason....waisay hee.....achaa shair hai na

2 comments:

Khawab said...

hahahahahahaha
etni explaination dehne ki kea zarorat hai....

ab muje saak ho raha hai ke daal main kuch kuch kala hai jo etni explaination di jaa rhai hain....

bolo kun yaad aa raha hai yeh shair...koi waja tu ho gi awain koi share yaad nahi ata
lolsss

Engrsahib said...

@Khawab

Yeah is leyay dainee pari itnee explanation becoz agar mairee WOO (lolzzz) parhein issay tou woh preeshan na ho jaye :) ...